• Alternate Text
  • Loading

  • Home
  • Songs
  • Dizlaw, Calm & Bhaktaaa - Caramel Tax Lyrics

Dizlaw, Calm & Bhaktaaa - Caramel Tax Lyrics

Dizlaw,Calm,Bhaktaaa-Caramel Tax Lyrics

Hook /Diz:

Lage caremel tax

Aur ye noble act pe

Bane raeezo ke paise

Mare lower class

Do cash!

Thoda bharlu pet

Nahi jare gharpe paise

Mere gotte pack

Thats fact

Jhale jhaat ye dekhkar

Paisa mujhpe boht

Khuli aankh ye kehkar

Aansu gire tabhi

Mere baap ke deh par

Pohchi tab/ye baate mere

Sahi pate par

Verse 1 /bhaktaaaa

Paisa kamara, ghar se hu bhaaga

sochu ke ghar ko main bhaagunga vaps kab

Buri aadat ban gaya rap or bache kuche rapperon ke liye gaya aafat ban

Mera. , Mera aadar kar,

Banu jojo main bharu jabhi power puff

Andhera hai ghana hua powercut

Yaha pe chalega ni pata gayi power kab

calm bola calm rehna kaam ka nai hai,

Tu chaapta sahi reh, abhi raasta yahi hai,

Sangeet se pyaar mujhe vaasna nahi

Tabhi likhu to ye hath mera kaanpta nahi hai

Kafka nahi main par hai lagi aag mere kaagzo pe aaye din hi mere liye haddsa nahi, mujhe yaad mera baap ne kahi hai, ke jo baant ta nahi

vo ek baap ka nahi hai

Tabhi puri

Gang sath kare ride, raat kari jhai

Raat ki likhai bani meri hath ki kamai

Sath gyi mere jo thi mere sath mein nahi aayi

Ye zubaan jo chalai to vo haath mein nahi aai

Pehla hath tere bhai ka hi hota ladaio mein

Rehta taarefon mein, dur hu buraio se,

Studio milunga ya milunga main bhaio mein

Dhaage kabhi toote na ye pakki silaaion ke

Chaal sher ki hai baaz ki hai nazar

Kal bhula maine aaj ki hai kadar

Fal mila ni to kara thoda sabar

Abhi mila maine khaya mujhe meetha lage double

In opps ko ye teekha lage double

Ye keedo pe chalu aisa ke du main inhe masal

Caramel tax abhi fees gayi badal, meri kare saale nakal, abe kamakal hai bhenchoooo

Hook /Diz:

Lage caremel tax

Aur ye noble act pe

Bane raeezo ke paise

Mare lower class

Do cash!

Thoda bharlu pet

Nahi jare gharpe paise

Mere gotte pack

Thats fact

Jhale jhaat ye dekhkar

Paisa mujhpe boht

Khuli aankh ye kehkar

Aansu gire tabhi

Mere baap ke deh par

Pohchi tab/ye baate mere

Sahi pate par

Verse 2/Calm

Aaj Bahar chale sahab

Poore club me hai chit chat calm khada bahar

Todu gaand jaise kit kat bhaag beta bhaag

De araam paise this that balm Zandu balm

Saare Saath pale shark

Papa chilling outside kabhi haath lago aap

Bade khwaab chota circle aur chaapadd hai saath

Ye zabaan bhi jawaab deti swaad anusaar

Karu stunt jaise MI3

Uthe pen upar hoti jab bhi anxiety

Aur Mere versace lage jaise BIG

VIP drip hai Meri vilaayti

I make here bounce jaise DID

Todu door jaise CID

Ghar se door hai ye dehaati brb

Mkc PR ki I’m the best I can be Ali

91 jaise top dawg

Yaha ni chode ballo ko no dot dot

Aadat ho gayi Roz hi karu pop off

Wo Owner aake kara raha tha shots aur

Stu me rehta hu poore waqt im Locked in

Bombay me tha likha mene chaar din

Baap shit khaasdu verse like kendrick

Plan A thats it magic landed gig tha landed killed it

Rap se business baap se bhidd matt

Haige bees log looking for an op to slip

Hain launde mid par bhaukte bitches

Maut hai rich aur Inke liye Bohot hai Diz

I talk my shit I ball full toss and shit

Caramel tax laga you can’t top this shit

Yaha bohot hai flex hai Rehti yaha pe sauce adhik

Get off my dick ye bole mujhe baap and shit aur lage haatho badhe fees hai jaise tax and bitch

Dizlaw,Calm,Bhaktaaa-Caramel Tax Official Video

Caramel Tax On Audio Platforms

Sidebar

Latest Songs

newsletter

Get hindirap daily newsletter on your inbox.